"wajah puch rahi h mujhse kya wajah h paimaana hoto se lagane ki ,
us wajah ko mai batadun ki wajah h tujhe bhul jane ki ,
jisne Isq me dard dekr cheen le h meri khushiyaa,
ab bewajah adat banali h maine muskuraane ki"
"KIRAN"
kyu log chahte h Zindgi ko ,
Zindgi to ek bewafaa h jo aapni ho kr bhi aapni nhi ......wafa shekhni h to maut se shikho,kyuki wo
jo ek baar baho me lele apni fir aapne sewaa kisi or ka hone nhi deti.
"khol do pankho ko, udne ke liye aabhi Aasmaan baki h ,
mat roko na toko pana h wo jo, mukaam abhi baki h,
ki ,khol do in band pinjaro ke drwajo ko,2
krwani h abhi kamyabi se pahchan jo baki h,"
"Made by Kiran "
"Apni khamoshiyon me uski chahat chupaye baithi hoon ,
han mai ye manti hun... ki us bewafa se wafa ki ummeed lagaye baithi hoon,
log haste h mujhpe ki ye pagalpan ki nisaani h ,
ek bewafa se dil lagana beimaani h,
dil mera unki baton ka kuch yun jawab deta h ,
pyaar ke badle pyaar mile ye kha ka insaaf hota .
uski yaado me apni shakshiyat gawaye hue h .
jo tol mol ke kiya jaye wo isq nhi vayewashaye h ,"Made by Kiran
Yun .tera chod ke jana hame raas na aaya ,
gam ki tanhaiyon me koi kyun tere paas na aaya ,
dard jayada tah to banth lele tum ,
kya gujregi khudshushi krke pariwaar pe gar janlete tum ,
mana kisike jane se duniya ruk nhi jati..
pr uski kami kbhi bhi poori ho nhi pati .
zindgi khoobsurat h ..bas thodhe gam ke badal h .
kyun chale gaye aap ye soch kr ham pagal h...
duwa h meri jo nhi mili khushi aapko is jahaano me .
wo mile sukoon aapko nile Aasmano me..
.RIP.. shushant sir and miss u lot
Lamha lamha katra katra waqt ye gujar jayega ,
tum mujhe chaho na chaho teri chahat mere dil se koi na badal payega ,
Badal jayegi duniya ekdin waqt ke gurur me ,
pr teri Isq ka mausam na kbhi badal payega,
ki gar chale jaoge dur or dur meri mohhabat ki pagdandiyo se ,
magar mere seene se tere isq ka fitoor na mita paoge ,
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here