zindagi ka rang
ye zindagi na jana kitne rang dikhate ha,
kabhi hsaate h toh kabhi rulate ha
na jaana kis kis mod pr kin kin raston pr la jate ha.
hr mod pr hr raasta pr naya sabk shikhate ha.
kbhi khusiyoun sa milate h,
to kbhi ghm sa mulaqat krwate h.
ye zindagi na jaana kitney rang dikhate h,
kabhi hsaate ha to kbhi rulate h.
kbhi rangeen hote h to kbhi berang banjate h.
raastein asan nahi hota lekinn manzil tk phuchate h,
kisi ko manzil nahi milte
aur ye zindagii raaston pr he thr jaate h.
ye zindagi bhe na jana kitney rang dikhate h kbhe hsaate h to kbhee rulate h.
jo toot chuka ho uska liye saja ban jaate h,
jiska paas ummeed ho uska liye chaahat bn jate h.
kisee ka liye foolo ka haar to kisi ke liye phaasee ka phanda bn jaate h.
tabhee to ye pheli keh laate h.
ye zindagi bhe naa jana kitney rang dikhate h,
kbhee hsatee h to kbhee rulatee ha...........!!
by umra khan
©Zohra Khan
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here