English
👉BSC Student 😎 😎 18+ 😎 👉 Gujarat 🔥😍 👉 + shayar ✌️🔥
White Likhane par to me tujpar ghazal likh dun. Lekin jab bhi likhane bethta hun to tujhe yaad karta hun . Tujhe yaad karta hun to tujme kho jata hun .. Tujme kho jata hun to ghazal bhul jata hun .. Agar teri soch ko pura karun to ghazal adhuri reh jati hai .. ghazal adhuri reh jay to manjoor nahi .. aur tu adhuri reh jay yeh hume kabool nahi .. Bas kuch isi tarah meri yeh saari raat kat jati hai .. ©Mohin Turiya
Mohin Turiya
9 Love
Ab karun kya aur aarzoo ae khuda tune jo diya woh bahot hai .. Ghame sham ki iss duniya me tune diya sabra ka sahara woh bahot hai .. ©Mohin Turiya
14 Love
K samaj samaj kar dusharo k dukh hum apne jakhm bhul gay ...; Jab wakt aaya rone ka hum halki si muskurahat k sath has diye... ©Mohin Turiya
8 Love
Bahot sajai mehfile tere bagair.. lekin aaj bhi khudko akela pata hun ..💖 ©Mohin Turiya
12 Love
Nazane konsa sitam kar diya.; zamane ko tere naam kar diya; Yuh to bahot mehfile sajai humne Magar akele pan ko tere naam kar diya.. ©Mohin Turiya
Divane honge tere bahot lekin koi humsa tujhe chahne wala na hoga ... Ishq k samudra me doob gay honge bahot lekin koi humsa tere pyar me doobne wala na hoga ... ©Mohin Turiya
0 Love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here