English
writer Aahadalikhursheed
Chupate hai jallaad logo se dil ki beqarari apni Dar to inhe bhi khuda se zaroor lagta hoga ©Aahad Ali
Aahad Ali
13 Love
Tum Mohabbat ho meri kya tumhe ye pata hai N jane kiyun ek tumhe hj chodkar ye sare zamane ko pata hai Aur mashwara lo mera hargiz n nikla karo bahir ye kala libaaz pehankar Yar log jalne lage hai mujhse kya tumhe ye pata hai Aur abhi rut bhi hai jawani bhi hai ishq karne ki ye zindagani baar baar nahi milti kya tumhe ye pata hai Aur waise to bahut honge Aashiq tumhari gali mein tumhare husn par marne wale lekin hum tumhari ruh ke humsafar hai kya tumhe ye pata hai Aur tum jo aati ho kapde sukhane yun bhari dopehar mein chat par Yar log chato par bas gaye hai kya tumhe ye pata hai Aur dekho zara sambhaal kar rakha karo apni in zulfon ko aane n diya karo apni in aankhon par Baad mein humse n kehna log gazle padh rahe hai mehfilon mein tumhari zulfon par kya tumhe ye pata hai Tum mohabbat ho meri kya tumhe ye pata hai ©Aahad Ali
11 Love
bik gayi sari ronak chehre ki kamayi mein aur kamayi lut gayi daure mehngayi mein ©Aahad Ali
10 Love
Umer bhar ye bhi gam raha tere baad humein ke tujhse bichadte waqt mar kiyun nahi gaye hum ©Aahad Ali
15 Love
Aaj bhi marte hai tumhare naam par hum bapu Aaj bhi hum Mohabbat tumse kam nahi karte @Aahadali
Mera Ishq kalam hai Aur Mein Kalam Lajawab Karta hoon @Aahadali
9 Love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here