mujhe aaj bhi yad hain,tum bas 5 min. late the,,
tumhara vo halke se mera hath pakadna,
mujhe aaj bhi yad hain,
tumjari vo halki si aawaaz,
mujhe aaj bhi sehamati hain,
meri chuppi me chhupi vo narajagi ko tumjara yoon ek phool deke bhagana..mujhe aaj bhi yad hain,
hamari vo paheli date pe,tumhara kya khaogi puchhne ki bajaye "tum kaisi ho " puchna
mujhe aaj bhi yad hain,
dheere dheere tumhara mere karib aana,
aur meri lato ko iss kadar suljana,
mujhe aaj bhi yad hain,
jate jate tumhara "wapis kab milogi " ?
ka jikr...mujhe aaj bhi yad hain,
haan mujhe aaj bhi yad hain,
haan mujhe iss kadar yad hain.....
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here