Chalak uthti thi kabhi wo aankhe teri 
meri har ek
  • Latest
  • Popular
  • Video
 Chalak uthti thi kabhi wo aankhe teri 
meri har ek taqlif par....
Aaj itni sukh gayi k tujhe ab koi fark h nahi padta,
ek din tha jab tarsa karti thi tu meri ek 
aawaz sunne ko bhi...
Aaj na bhi karo to tujhe koifark h nahi padta h,
aaj wo din agaye h jab kisi aur logon
Ke aajane se mere liye tere waqat bhi nahi hota...
ab najane wo waqt bhi kaha chale gaye
Jab tu mere ko dekhne to taras uthte the,
kya sach mein ab sab kuch itna badal 
chuka hain k....
Ab ek waqat bhi mujhe dene
 k tera maan nahi kehta hain.

©secret admire

Chalak uthti thi kabhi wo aankhe teri meri har ek taqlif par.... Aaj itni sukh gayi k tujhe ab koi fark h nahi padta, ek din tha jab tarsa karti thi tu meri ek aawaz sunne ko bhi... Aaj na bhi karo to tujhe koifark h nahi padta h, aaj wo din agaye h jab kisi aur logon Ke aajane se mere liye tere waqat bhi nahi hota... ab najane wo waqt bhi kaha chale gaye Jab tu mere ko dekhne to taras uthte the, kya sach mein ab sab kuch itna badal chuka hain k.... Ab ek waqat bhi mujhe dene k tera maan nahi kehta hain. ©secret admire

48 View

Trending Topic