Tum nikalte ho mohabbat ke fasane us zamane me ..
Jab insan ko khana bhi nahi milta sirf apna naam batane me..
Sare sadkat dikhate hai ke mano kuch na hua..
kisi ka ujda hai ghar sirf naam batane me..
Koi pursehaal nahi unka bas khete hai un mhefilo me kuch pal ke leye
...
jhana bas naam batane me uske amal nazar aate hai...
-Faizan
Kabhi Zaban kabhi Rang se alag theraye gye ...
Ham insaan hai na jaane kis kis dhang se thukraye gye...
ye to accha hai Safo me sath hote hai Masjid me, shayad Allah ke khouf se..
Nahi to zamane me ham kha apnaye gye ..
Kuch yu waqt ka takaza hai ...
Ki Manzile jo chuni thi hamne
Aaj un manzilo se juda rasta hamara hai
Kal jo ham khete the ki kar guzre use. pane ko ..
Aaj kamane me sab luta bhethe hai.
ख़ामोशी को समझना सीख लो, क्यूंकि Yu bhetha hu main gar khamosh to koi to wajhe hogi...
Shayad tum se kuch na kha ho par nazre to tumhare taraf ki hogi.
Samaj lo eshara bas gar na samjho to tum ne mohabbat na ki hogi..
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here