Wo halaat hi kya jisme insaan majboor na ho
Wo chahat hi kya jisme paane ka janoon na ho
Wo mehboob hi kya jise paakar guroor na ho
Aur wo zindagi hi kya jisme paane k baad bhi sukoon na ho
चलो आज अपना हुनर आज़माते हैं, tum hume yaad rakhna hum tumhe bhool jaate hai
aakhir tumhe bhi toh pta chle beete hue pal jab yaad aate hai toh kitna tadpate hai
Mushkil hota hai na
Apno se door Jana
Magr kabhi kabhi jroori hota hai
Apne aansuon ko chupana
Dil toh chahta hai
Ek baar gale se lagkr jor se chilana
Mgr fir sochte hai Kisi ko rulane se aacha hai
Khud khamosh ho Jana
Kaise cheez hai na ye zindagi yr
Kyon jroori hota hai zindagi bnane k liye apno door Jana
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here