Abhimanyu singh

Abhimanyu singh

सोचता हूँ कि ना लिखूं कुछ, पर ये कलम रुकती ही नहीं...abhimanyu

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

White N jaane kitna bhatkna padega , abhi manzil ko paane ki khatir, n jaane kitna tarasana padega abhi manzil ko paane ki khatir, n jaane abhi kitna sunna padega, kya hun mai ki such me ki kabil, n jaane abhi kitana badalna padega, apna tarika apna salika aur n jaqne kya ......???? ©Abhimanyu singh

#शायरी #good_night  White N jaane kitna bhatkna padega ,
abhi manzil ko paane ki khatir,
n jaane kitna tarasana padega 
abhi manzil ko paane ki khatir,
n jaane abhi kitna sunna padega,
kya hun mai ki such me ki  kabil,
n jaane abhi kitana badalna padega,
apna tarika apna salika
aur n jaqne kya ......????

©Abhimanyu singh

#good_night

15 Love

White Naa jaane kiske khatir karte hain , log itni beyimaaniyan, jb ek din khaak me he, mil jana hai sbko... om shanti ©Abhimanyu singh

#शायरी  White Naa jaane kiske khatir karte hain ,
log itni beyimaaniyan,
jb ek din khaak me he,
mil jana hai sbko...
om shanti

©Abhimanyu singh

White Naa jaane kiske khatir karte hain , log itni beyimaaniyan, jb ek din khaak me he, mil jana hai sbko... om shanti ©Abhimanyu singh

11 Love

White kisi ek ke kah dene se, kya mai chup ho jaunga, mera kaam hai samjhana, to bhala kya mai nh samjhaunga, wo samjhe naa samjhe ye haq hai uska, mera to kaam hai ye , mai use samay ki kimat bataunga ©Abhimanyu singh

#मोटिवेशनल #engineers_day  White kisi ek ke kah dene se,
kya mai chup ho jaunga,
mera kaam hai samjhana,
to bhala kya mai nh samjhaunga,
wo samjhe naa samjhe ye haq hai uska,
mera to kaam hai ye ,
mai use samay ki kimat bataunga

©Abhimanyu singh

White barbad karne par tula hai wo khud ko, fir use barbad hone ki baddua kaise de dete, jaisa bhi hai apna he hai wo, fir bhala use gair kaise kah dete.. ©Abhimanyu singh

#शायरी #Sad_Status  White barbad karne par tula  hai wo khud ko,
fir use barbad hone ki baddua kaise de dete,
jaisa bhi hai apna he hai wo,
fir bhala use gair kaise kah dete..

©Abhimanyu singh

#Sad_Status

10 Love

White ghar se bahut dur, nikal aaya hun mai kahna tha bht kch, par apni kitaaben ghar he bhool aaya hun mai.. ©Abhimanyu singh

#शायरी #Sad_Status  White  ghar se bahut dur,
 nikal aaya hun mai
kahna tha bht kch,
par apni kitaaben
ghar he bhool aaya hun mai..

©Abhimanyu singh

#Sad_Status

17 Love

White ab samjh nh aata ki kya karun mai, tujhe yaad karun fir, yaa bhula dun mai.. ©Abhimanyu singh

#शायरी #Thinking  White  ab samjh nh aata 
ki kya karun mai,
tujhe yaad karun fir,
yaa bhula dun mai..

©Abhimanyu singh

#Thinking

16 Love

Trending Topic