Lavanya Ghodki

Lavanya Ghodki Lives in Bhopal, Madhya Pradesh, India

Temperamental.....

  • Latest
  • Popular
  • Video

What is the sense of educating daughters if it's just for the sake of bragging around in the society..? ©Lavanya Ghodki

#Life_experience #Societysucks #Daughters #Shades  What is the sense of educating daughters
if it's just for the sake of 
bragging around in the society..?

©Lavanya Ghodki

How do you actually feel when you're at the blank side of your mental state, maybe irritated, frustrated, and just wanting to give up on everything, everyone and even yourself too... How do you actually feel when those daily chores that you enjoyed doing seems like a burden on the chest.. How do you actually feel when those pleasing butterflies in the body feels like aches... How do you actually feel when those thoughts that used to bring smile on your face, now turn their path to over thinking, making you feel like stuck in a battle with yourself... ©Lavanya Ghodki

#Life_experience #Upgrading #lost #Feel  How do you actually feel when 
you're at the blank side of your mental state, 
maybe irritated, 
frustrated, 
and just wanting to give up on 
everything, everyone and even yourself too... 
How do you actually feel when 
those daily chores that you enjoyed doing 
seems like a burden on the chest.. 
How do you actually feel when 
those pleasing butterflies in the body feels like aches... 
How do you actually feel when 
those thoughts that used to bring smile on your face, 
now turn their path to over thinking, 
making you feel like stuck in a battle with yourself...

©Lavanya Ghodki

Tere deedar ke aaj bhi kitne kaayal hai... teri tasveer se puch, mere muskurate aasuon se puch, warna tere liye to, kabr se uthne ko bhi taiyar the, uss khuda se puch... ©Lavanya Ghodki

#sunkissed #thought #vichaar  Tere deedar ke aaj bhi kitne kaayal hai... 
teri tasveer se puch, 
mere muskurate aasuon se puch, 
warna tere liye to, 
kabr se uthne ko bhi taiyar the, 
uss khuda se puch...

©Lavanya Ghodki

SUNA HAI…. suna hai mene inn hawaon se, suna hai mene inn fizaaon se, jiss gair ke liye dooriya jo layi thi, iss rishte me daraar jo ayi thi, maano na maano pr wo paraayi thi… suna hai, wo raaton ko khairiyat ki khatir sath jaagti nahi, tumhari udaasi me kandhe pr hath ferti nahi, wo choti-choti baaton pr ladti nhi, apne kahe pr yun addti nahi                          zidd karti nahi… wo alfaazat se to bakhoobi wakif hai, par tumhare jazbaat se nahi, wo tumhare jhut ko sach nahi manti, shayd meri tarh tumhara gussa jhelna nahi janti… wo tum par khuli bheegi zulfein nahi jhatakti, tumhe to mai sir par rakhe pallu me bhi thi khatakti, kyoki jism ki nazdeekiya to sare-aam bazaar me payi, par dil ki nazdeekiya wo aaj bhi na de payi… suna hai, kisi manaane wale ke intezaar me ho, kisi ko manaane ke intezaar me ho, aisa to hona hi tha gar, dilo me shiddat ke taar na ho… ye jo haath pakadne ko taraste ho tum, duaa hai kabhi to kisi ke sacche farishte ho tum, par ab tum uske nakhre nahi sehte, akhir tumhare dost bhi to use kabhi bhabhi nahi kehte. Suna hai, Wo tumhe pareshaan dekh kar nadaaniya karna nahi janti, Wo dil dukhati hai par tumhe khone ke darr se maafi mangna, jhukna, roona, saccha pyaar karna nahi janti... ©Lavanya Ghodki

#Random #poem  SUNA HAI….
suna hai mene inn hawaon se,
suna hai mene inn fizaaon se,
jiss gair ke liye dooriya jo layi thi,
iss rishte me daraar jo ayi thi,
maano na maano pr wo paraayi thi…
suna hai,
wo raaton ko khairiyat ki khatir sath jaagti nahi,
tumhari udaasi me kandhe pr hath ferti nahi,
wo choti-choti baaton pr ladti nhi,
apne kahe pr yun addti nahi                         
zidd karti nahi…
wo alfaazat se to bakhoobi wakif hai,
par tumhare jazbaat se nahi,
wo tumhare jhut ko sach nahi manti,
shayd meri tarh tumhara gussa jhelna nahi janti…
wo tum par khuli bheegi zulfein nahi jhatakti,
tumhe to mai sir par rakhe pallu me bhi thi khatakti,
kyoki jism ki nazdeekiya to sare-aam bazaar me payi,
par dil ki nazdeekiya wo aaj bhi na de payi…
suna hai,
kisi manaane wale ke intezaar me ho,
kisi ko manaane ke intezaar me ho,
aisa to hona hi tha gar,
dilo me shiddat ke taar na ho…
ye jo haath pakadne ko taraste ho tum,
duaa hai kabhi to kisi ke sacche farishte ho tum,
par ab tum uske nakhre nahi sehte,
akhir tumhare dost bhi to use kabhi bhabhi nahi kehte.
Suna hai,
Wo tumhe pareshaan dekh kar nadaaniya karna nahi janti,
Wo dil dukhati hai par tumhe khone ke darr se
maafi mangna,
jhukna,
roona,
saccha pyaar karna nahi janti...

©Lavanya Ghodki

#Random

9 Love

Crisis and your responses to it, are actually situations that lead you to where you need to be... ©Lavanya Ghodki

#Life_experience #NeedOfTime #thought #crisis #Hope  Crisis and your responses to it, 
are actually situations
 that lead you 
to where you need to be...

©Lavanya Ghodki

In search of the breeze that makes us stuck here like the yin and yang... ©Lavanya Ghodki

#InspireThroughWriting #thought #yinyang #Winds  In search of the breeze
 that makes us stuck 
here 
like the 
yin and yang...

©Lavanya Ghodki
Trending Topic